Edit recipe
Share

Ingredients

  1. 500 gm hung curd
  2. 3 tbs besan
  3. 1 tsp salt
  4. 1/2 tsp red chilli powder
  5. 1/2 tsp elaichi powder
  6. 1/4 tsp Laung powder
  7. 1/4 tsp dalchini powder
  8. Fry karne ke liye oil
  9. 2 tsp Chawla ka aata
  10. Staffing ke liye
  11. 5 badam
  12. 5 kaju
  13. 5 pista
  14. 2 green chilli chopped
  15. 1 spoon ginjger kadukas kiye
  16. 1/4 tsp salt

Cooking Instructions

  1. 1

    Dahi ko Kisi kapde me band de Jisse Oska pani nikal jaye.

  2. 2

    Suke masalo ko bhun kar pees le or dryfruit ko barik barik Kat le ek bartan me Sabhi masale ko mix karein.

  3. 3

    Chawalo ke Aate ko or tel ko chhod ke sabhi samgri ko mix karein.

  4. 4

    Gas on karein Kdai rakhein osme oil add karein garam hone de.

  5. 5

    Chawal ke Aate ko palet me nikal le.

  6. 6

    Thode se mixcher ko hath me le or bich me gola bana le.

  7. 7

    Ab isme 1 ts staffing bhare or ball bana le.

  8. 8

    Ab ise chawl ke aate me me achchhe se lpet le.

  9. 9

    Charo said se or thoda chhadak de or extra aata nikal jaye.

  10. 10

    Ab fry karein or dhaniye or chutney se sajaker serve karein.

  11. 11

    Ye khane me bhut hi sawadist hai Ek bar jrur banayein or khilaye yummy yummy 😋

Reactions

Cooksnaps

Did you make this recipe? Share a picture of your creation!

Grey hand-drawn cartoon of a camera and a frying pan with stars rising from the pan

Written by

Poonam Khanduja
Poonam Khanduja @cook_9081558
on
Ghaziabad
https://www.facebook.com/groups/588713654853156/
Read more